SEARCH RESULTS
Showing search results for "dildaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dildaar"
Nazm
shikwa
phir bhii ham se ye gila hai ki vafaadaar nahii.n
ham vafaadaar nahii.n tuu bhii to dildaar nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
baaham-digar hu.e hai.n dil o diida phir raqiib
nazzaara o KHayaal kaa saamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Nazm
yaad
duur ufuq paar chamaktii hu.ii qatra qatra
gir rahii hai tirii dildaar nazar kii shabnam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
siidhii hai raah-e-shauq pe yuu.nhii kahii.n kahii.n
KHam ho ga.ii hai gesuu-e-dildaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
PAGE MATCHES FOR "dildaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dildaar"
Ghazal
ai saakinaan-e-kuucha-e-dildaar dekhnaa
tum ko kahii.n jo 'Gaalib'-e-aashufta-sar mile
Mirza Ghalib
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
gale mujh ko lagaa lo ai mire dildaar holii me.n
bujhe dil kii lagii bhii to ai mere yaar holii me.n
Bhartendu Harishchandra
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
dil-nashii.n harf ko.ii qahr bharaa harf ko.ii
harf-e-ulfat ko.ii dildaar-e-nazar ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dildaar o dil-fareb dil-aazaar o dil-sitaa.n
laakho.n me.n ham kahe.nge ki haa.n haa.n tumhii.n to ho