SEARCH RESULTS
Showing search results for "dildaar"
Nazm MATCHES FOR "dildaar"
Nazm
shikwa
phir bhii ham se ye gila hai ki vafaadaar nahii.n
ham vafaadaar nahii.n tuu bhii to dildaar nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
yaad
duur ufuq paar chamaktii hu.ii qatra qatra
gir rahii hai tirii dildaar nazar kii shabnam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
dil-nashii.n harf ko.ii qahr bharaa harf ko.ii
harf-e-ulfat ko.ii dildaar-e-nazar ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dildar dekhna
tuufaa.n ba-dil hai har ko.ii dildaar dekhnaa
gul ho na jaa.e mish.al-e-ruKHsaar dekhnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chand taron ka ban
kuu-e-dildaar kii manzile.n
dosh par apnii apnii saliibe.n uThaa.e chalo
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
nashat-e-umid
nuuh kii kashtii kaa sahaaraa thii tuu
chaah me.n yuusuf kii dil-aaraa thii tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
KHaak-e-rah aaj liye hai lab-e-dildaar kaa ra.ng
kuu-e-jaanaa.n me.n khulaa mere lahuu kaa parcham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jaras-e-gul ki sada
ham bhii shauq-e-rah-e-dildaar ke zindaanii hai.n
jab bhii abruu-e-dar-e-yaar ne irshaad kiyaa