SEARCH RESULTS
Showing search results for "durr-e-shaahvaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "durr-e-shaahvaar"
Ghazal
jin siipiyo.n ko aap ne KHaalii samajh liyaa
milte usii jagah hai.n dur-e-shaahvaar bhii
Fatima wasia Jayasi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "durr-e-shaahvaar"
MORE MATCHES FOR "durr-e-shaahvaar"
Ghazal
gul-e-chaman na dur-e-shaahvaar rakhtaa hai
bharaa bharaa jo badan meraa yaar rakhtaa hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
kyo.n na bantaa dur-e-shahvaar safiina dil kaa
tund maujo.n me.n rahaa ziinat-e-haasil na banaa
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
Gazal kahii hai ki motii piro.e hai.n ai 'nazm'
vo kaun sher hai jo durr-e-shaahvaar nahii.n
Nazm Tabatabai
Ghazal
'valii' KHalal nahii.n kasrat se asl vahdat me.n
hazaar bhii dur-e-shahvaar ho.n to haar hai ek
Wali Kakoravi
Ghazal
mire aa.nsu.o.n ke qatre dur-e-shaahvaar bante
kabhii Gam me.n duusro.n ke jo mai.n ashk-baar hotaa
Jagdish Sahay Saxena
Ghazal
na mauj-e-ashk hasiinaa.n pe bhuul ai 'altaaf'
na Dhuu.nD in me.n dur-e-shaahvaar rahne de
Altaf Mashhadi
Ghazal
Bahzad Fatami
Nazm
nara-e-urdu
KHuun-e-dil se dur-e-shahvaar kiye hai.n paidaa
mai.n ne har ahd mai.n fankaar kiye hai.n paidaa
Izhaar Malihabadi
Ghazal
suKHan hai.n halqa-e-misraa me.n jyuu.n dur-e-shahvaar
hai ye rijaa ki qadar-daa.n ke kaan se guzre