SEARCH RESULTS
Showing search results for "ehtiraam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ehtiraam"
Sher
muKHaalifat se mirii shaKHsiyat sa.nvartii hai
mai.n dushmano.n kaa ba.Daa ehtiraam kartaa huu.n
Bashir Badr
Ghazal
kahaa.n bisaat-e-jahaa.n aur mai.n kamsin-o-naadaa.n
ye merii jiit kaa sab ehtimaam tum se hai
Wasi Shah
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
ehtiraam
एहतिरामاحْتِرام
Arabic
respect, honoring, paying attention
MORE MATCHES FOR "ehtiraam"
Nazm
nazm
jab ehtiraam kiyaa kartii thii sabaa meraa
bahaar khoj liyaa kartii thii pata meraa
Balmohan panday
Ghazal
rah-e-junuu.n me.n lipaTte hai.n paa.nv se kaa.nTe
ba-har qadam ye miraa ehtiraam hotaa hai
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Nazm
iltija-e-musafir
nihaa.n hai terii mohabbat me.n ra.ng-e-mahbuubii
ba.Dii hai shaan ba.Daa ehtiraam hai teraa
Allama Iqbal
Ghazal
duniyaa me.n ehtiraam ke qaabil vo log hai.n
ai zillat-e-vafaa tirii izzat jinho.n ne kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
rahe KHayaal ki aa.e na ehtiraam me.n farq
agar kisii se tiraa iKHtilaaf ho jaa.e
Jahangeer Nayab
Sher
Ehteram Islam
Ghazal
ajab talaash-e-musalsal kaa iKHtitaam hu.aa
husuul-e-rizq hu.aa bhii to zer-e-daam hu.aa
Aanis Moin
Sher
Varis Kirmani
Ghazal
ab ahl-e-dard ye jiine kaa ehtimaam kare.n
use bhulaa ke Gam-e-zindagii kaa naam kare.n












