SEARCH RESULTS
Showing search results for "fart-e-junuu.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fart-e-junuu.n"
Ghazal
sar jahaa.n fart-e-junuu.n me.n rakh duu.n
vo zamii.n daaman-e-ka.aba ho jaa.e
Saeedullah Shad
Ghazal
bajaa hai fart-e-junuu.n ne hame.n kiyaa rusvaa
jamaal-e-yaar me.n aaKHir ye dilkashii kyaa hai
Amjad Najmi
Ghazal
dosto fart-e-junuu.n raah badaltaa hai mirii
kis ne chaahaa thaa tumhe.n chho.D ke jaanaa sar-e-raah
Ali Iftikhar Jafri
MORE MATCHES FOR "fart-e-junuu.n"
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Nazm
ahl-e-junun
ham vahii ahl-e-junuu.n ahl-e-vafaa saahib-dil
ham ki har daur me.n auraaq-e-zamaana ke amii.n
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
chalii KHirad kii na kuchh aagahii ne saath diyaa
rah-e-junuu.n me.n faqat be-KHudii ne saath diyaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
har baar khii.nch laa.ii hame.n Gairat-e-junuu.n
sau baar yuu.n to ham bhii dar-e-yaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
zinda ho rasm-e-junuu.n kis kii navaa-rezii se
ab rahaa kaun yahaa.n sho.ala-ba-jaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ko.ii miltaa hii nahii.n vaaqif-e-aadaab-e-junuu.n
ab to bastii hii alag apnii basaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
aab-o-havaa-e-shahr junuu.n-KHez thii bahut
daaman nahii.n the phir bhii hu.e taar taar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
KHud ahl-e-KHirad chho.D ga.e raah-e-vafaa ko
ham ahl-e-junuu.n saahib-e-kirdaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
fart-e-maayuusii ne murda hasrate.n
dafn kar dii hai.n dil-e-biimaar me.n