SEARCH RESULTS
Showing search results for "farzii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "farzii"
Ghazal
vaardaat-e-qalb likkhii ham ne farzii naam se
aur haatho.n-haath us ko KHud hii le jaa kar diyaa
Adil Mansuri
Mazahiya
sunaa.uu.n tum ko ik farzii latiifa
kiyaa hai jis ko mai.n ne zeb-e-qirtaas
Akbar Allahabadi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
farzii
फ़र्ज़ीفَرْزی
Persian
فرزین ، وزیر ، شطرنج کا ایک مہرہ.
MORE MATCHES FOR "farzii"
Ghazal
farzii duniyaa se nikal aur haqiiqat likh de
she'r parvaaz karegaa tujhe 'izzat degaa
aabid umar
Ghazal
ab ye bataa.e.n aap kii mai.n kyaa madad karuu.n
farzii kahaanii mujh ko sunaane kaa shukriya
Khalid Mahboob
Mazahiya
sunaa.uu.n tum ko ik farzii latiifa
kiyaa hai jis ko mai.n ne zeb-e-qirtaas
Akbar Allahabadi
Ghazal
bas ek nuqta-e-farzii kaa naam hai ka.aba
kisii ko markaz-e-tahqiiq kaa pata na milaa
Yagana Changezi
Ghazal
farzii KHudaa banaa.e sajde kiye buto.n ko
allaah-re karishme ehsaas-e-kam-tarii ke
Shakeb Jalali
Nazm
an-paDh gunge ka rajaz
aur KHush-fahmii muqarrara mazbuuh
merii chi.nghaa.D suur-e-israafiil kaa pesh-aaha.ng hai
Ahmad Javaid
Ghazal
is tarah mil jaa.e shaayad baaryaabii kaa sharaf
mashvara hai ab ke arzii bhej farzii naam se













