SEARCH RESULTS
Showing search results for "farzii"
Ghazal MATCHES FOR "farzii"
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
vaardaat-e-qalb likkhii ham ne farzii naam se
aur haatho.n-haath us ko KHud hii le jaa kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
mazaaq u.Daate hai.n log farzii kahaaniyo.n kaa
ki siidhe-saade se un buzurgo.n kaa kyaa banegaa
Jahanzeb Sahir
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
farzii duniyaa se nikal aur haqiiqat likh de
she'r parvaaz karegaa tujhe 'izzat degaa
aabid umar
Ghazal
ab ye bataa.e.n aap kii mai.n kyaa madad karuu.n
farzii kahaanii mujh ko sunaane kaa shukriya
Khalid Mahboob
Ghazal
bas ek nuqta-e-farzii kaa naam hai ka.aba
kisii ko markaz-e-tahqiiq kaa pata na milaa
Yagana Changezi
Ghazal
farzii KHudaa banaa.e sajde kiye buto.n ko
allaah-re karishme ehsaas-e-kam-tarii ke
Shakeb Jalali
Ghazal
is tarah mil jaa.e shaayad baaryaabii kaa sharaf
mashvara hai ab ke arzii bhej farzii naam se
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
shaam hote hii chale aate hai.n kuchh farzii KHayaal
kyaa mire lafz unhe.n ghar saa mazaa dete hai.n