SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaib"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gaib"
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ik lafz me.n bhaTkaa hu.aa shaa.ir hai ki mai.n huu.n
ik Gaib se aayaa hu.aa misra.a hai ki tum ho
Ahmad Salman
Nazm
parchhaiyan
dha.Dakte dil se laraztii hu.ii nigaaho.n se
huzuur-e-Gaib me.n nannhii sii iltijaa kii thii
Sahir Ludhianvi
PAGE MATCHES FOR "gaib"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gaib"
Ghazal
daaG-e-firaaq-e-sohbat-e-shab kii jalii hu.ii
ik sham.a rah ga.ii hai so vo bhii KHamosh hai
Mirza Ghalib
Sher
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
utnaa hii mujh ko apnii haqiiqat se bod hai
jitnaa ki vahm-e-Gair se huu.n pech-o-taab me.n
Mirza Ghalib
Sher
Mirza Ghalib
Sher
aate hai.n Gaib se ye mazaamii.n KHayaal me.n
'Gaalib' sariir-e-KHaama navaa-e-sarosh hai