SEARCH RESULTS
Showing search results for "gaib"
Ghazal MATCHES FOR "gaib"
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ik lafz me.n bhaTkaa hu.aa shaa.ir hai ki mai.n huu.n
ik Gaib se aayaa hu.aa misra.a hai ki tum ho
Ahmad Salman
Ghazal
daaG-e-firaaq-e-sohbat-e-shab kii jalii hu.ii
ik sham.a rah ga.ii hai so vo bhii KHamosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
utnaa hii mujh ko apnii haqiiqat se bod hai
jitnaa ki vahm-e-Gair se huu.n pech-o-taab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
tum yuu.n hii samajhnaa ki fanaa mere liye hai
par Gaib se saamaan-e-baqaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
baaG kaa baaG aap kii dastaras-e-havas me.n hai
ek Gariib ne agar phuul uThaa liyaa to kyaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Gaib ke baaG kaa vo bhed khulaa hai mujh par
jis kaa iblaaG parindo.n kii zabaanii kam hai
Abbas Tabish
Ghazal
zaraa sii Gaib kii luknat zabaan me.n laa.o
baGair is ke suKHan me.n asar nahii.n aanaa