SEARCH RESULTS
Showing search results for "gazanfar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gazanfar"
Sher
hamaare haath se vo bhii nikal gayaa aaKHir
ki jis KHayaal me.n ham muddato.n se kho.e the
Ghazanfar
Sher
Ghazanfar
Sher
ajab tarah kaa adhuuraa-pan hai mire bayaa.n me.n
so meraa qissa kahii.n sunaane me.n rah gayaa hai
Ghazanfar Hashmi
Sher
har ek raat kahii.n duur bhaag jaataa huu.n
har ek sub.h ko.ii mujh ko khii.nch laataa hai
Ghazanfar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gazanfar"
Sher
Ghazanfar
Ghazal
sajaa ke zehn me.n kitne hii KHvaab so.e the
khulii jo aa.nkh to KHud se lipaT ke ro.e the
Ghazanfar
Ghazal
bahut zaruurii thaa KHud se milnaa magar Gazanfar
ye kaar-e-duniyaa ke taane-baane me.n rah gayaa hai
Ghazanfar Hashmi
Sher
daftar me.n zehn ghar pe nigah raaste me.n paa.nv
jiine kii kaavisho.n me.n badan haath se gayaa
Ghazanfar
Sher
mai.n aisaa narm tabii.at kabhii na thaa pahle
zaruur lams ko.ii us kaa chhuu gayaa mujh ko
Ghazanfar
Sher
Ghazanfar
Ghazal
yaqiin jaaniye is me.n ko.ii karaamat hai
jo is dhu.e.n me.n mirii saa.ns bhii salaamat hai






