SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghuse"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ghuse"
Ghazal
itnaa miiThaa thaa vo Gusse bharaa lahja mat puuchh
us ne jis jis ko bhii jaane kaa kahaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ghuse"
Sher
Gusse me.n barhamii me.n Gazab me.n itaab me.n
KHud aa ga.e hai.n vo mire KHat ke javaab me.n
Divakar Rahi
Nazm
nazm
KHudaa kaa shukr hai ki tum un se muKHtalif nikle
jo phuul to.D ke Gusse me.n baaG chho.Dte hai.n
Tahzeeb Hafi
Geet
Gusse me.n jo nikhraa hai us husn kaa kyaa kahnaa
kuchh der abhii ham se tum yuu.n hii KHafaa rahnaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Gusse me.n haath se ye nishaanii na gir pa.De
daaman me.n le ke meraa garebaan jaa.iye
Dagh Dehlvi
Ghazal
aap kyuu.n baiThe hai.n Gusse me.n mirii jaan bhare
ye to farmaa.iye kyaa zulf ne kuchh kaan bhare
Muztar Khairabadi
Ghazal
Gusse se uTh chale ho to daaman ko jhaa.D kar
jaate rahe.nge ham bhii garebaan phaa.D kar