SEARCH RESULTS
Showing search results for "gomago"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gomago"
Ghazal
go-mago me.n zahmat hai sochnaa qayaamat hai
jis taraf kahe jazba be-dha.Dak udhar jaa.o
Unknown
Ghazal
kabhii chup to kabhii mahv-e-fuGaa.n dil
Garaz ik gomago me.n ye rahaa hai
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
wo arsa jo duri mein guzra
kabhii mujh ko puuraa samajhtii
usii gomago me.n mujhe to.D detii
Rafiq Sandelvi
Ghazal
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
vaapsii ke raaste masduud ho jaane se qabl
kis liye tum ho asiir-e-gomago vaapas chalo
Saleem Shahzad
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gomago"
Kulliyat
bahuto.n ne chaahaa kahiye pe ko.ii na kah sakaa
ahvaal aashiqii kaa mirii go-mago rahaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
sunte nahii.n kahe jo na kahiye to dam ruke
kuchh pochhiye na qissa hamaaraa hai go-mago
Meer Taqi Meer
Ghazal
ajiib kashmakash-e-go-mago se guzraa huu.n
chhi.Daa jo zikr tiraa baat Taal dii mai.n ne
Bazm Ansari
Ghazal
Ayaz Azmi
Ghazal
adab hai aur yahii kashmakash to kyaa kiije
hayaa hai aur yahii guu-maguu to kyuu.nkar ho
Mirza Ghalib
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
nahii.n bantii hai kuchh bhii kahte sunte
'ajab kuchh guu-maguu me.n mubtalaa hai.n
Jigar Barelvi
Ghazal
us sanam ko KHudaa kahuu.n na kahuu.n
hai suKHan guu-maguu KHudaa-haafiz
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
huzuur-e-dost mire guu-maguu ke aalam ne
kahaa bhii un se jo kahnaa thaa baat kii bhii nahii.n
Fazl Ahmad kariim Fazli
Ghazal
nuqsaan degii tujh ko bahut guu-maguu 'na.iim'
taaKHiir kar na ek bhii pal raasta badal
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
kuchh guu-maguu hai yaaro ye amr bandagii kaa
afkaar hai achambhaa iqraar hai ta.ajjub
