SEARCH RESULTS
Showing search results for "gosha"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gosha"
Nazm
do ishq
garje hai.n bahut shaiKH sar-e-gosha-e-mimbar
ka.Dke hai.n bahut ahl-e-hakam bar-sar-e-darbaar
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
umr kartaa huu.n basar gosha-e-tanhaa.ii me.n
jab se vo ruuTh ga.e, tab se alag baiThaa huu.n
Peer Nasiruddin Shah Naseer
PAGE MATCHES FOR "gosha"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gosha"
Ghazal
KHalq kahtii hai jise dil tire diivaane kaa
ek gosha hai ye duniyaa isii viiraane kaa
Fani Badayuni
Nazm
KHizr-e-rah
gosha-e-dil me.n chhupaa.e ik jahaan-e-iztiraab
shab sukuut-afzaa havaa aasuuda dariyaa narm sair
Allama Iqbal
Ghazal
dil na pahu.nchaa gosha-e-daamaa.n talak
qatra-e-KHuu.n thaa mizha par jam rahaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
agarche gosha-guzii.n huu.n mai.n shaa.iro.n me.n 'miir'
pa mere shor ne ruu-e-zamii.n tamaam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mirii gosha-nashiinii ek din baazaar dekhegii
zaruurat kar rahii hai be-qaraar aahista aahista
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
na.ii zamii.n na ko.ii aasmaan maa.ngte hai.n
bas ek gosha-e-amn-o-amaan maa.ngte hai.n