SEARCH RESULTS
Showing search results for "gosha"
Nazm MATCHES FOR "gosha"
Nazm
do ishq
garje hai.n bahut shaiKH sar-e-gosha-e-mimbar
ka.Dke hai.n bahut ahl-e-hakam bar-sar-e-darbaar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dard aaega dabe panw
halqa-e-zulf kahii.n gosha-e-ruKHsaar kahii.n
hijr kaa dasht kahii.n gulshan-e-diidaar kahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
gosha-e-dil me.n chhupaa.e ik jahaan-e-iztiraab
shab sukuut-afzaa havaa aasuuda dariyaa narm sair
Allama Iqbal
Nazm
gham-e-firaq
ubhar rahaa hai tasavvur me.n phir vahii manzar
ki ek gosha-e-gulshan me.n tum ko dekhaa thaa
Abdullah Sajid
Nazm
ramayan ka ek scene
jumbish hu.ii labo.n ko bharii ek sard aah
lii gosha-ha-e-chashm se ashko.n ne ruKH kii raah
Chakbast Braj Narayan
Nazm
gaDhi mera
mai.n thaa aur phuul the ik gosha-e-tanhaa.ii me.n
ham se kuchh duur parinde bhii the gahraa.ii me.n
Zeeshan Sahil
Nazm
ashk bahaya maine
gosha-e-dil me.n teraa dard chhupaayaa mai.n ne
chashm-e-tar ko bhii na ye raaz bataayaa mai.n ne
Rabia Sultana Nashad
Nazm
hinDola
chahaar-samt mohalle ke goshe goshe me.n
fazaa me.n aaj bhii laa-raib guu.njte ho.nge
Firaq Gorakhpuri
Nazm
muraqqa-e-ibrat
jalva-e-husn-e-azal aa.e tasavvur me.n agar
gosha-e-dil me.n machalte hu.e armaa.n ho.nge
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
bunda
miltaa is gosh kaa phir gosha-e-maanuus mujhe
kaan se tuu mujhe hargiz na utaaraa kartii
Majeed Amjad
Nazm
tanhai mein
yaa kahii.n gosha-e-ahraam ke sannaaTe me.n
jaa ke KHvaabiida faraa.iin se itnaa puuchhuu.n
Akhtarul Iman
Nazm
israfil ki maut
gosh-e-shanvaa kii lab-e-goyaa kii maut
chashm-e-biinaa kii dil-e-daanaa kii maut
Noon Meem Rashid
Nazm
aawezish
aaj phir us se mulaaqaat hu.ii
baaG ke maGribii goshe me.n jhuke niim ke chhitnaar tale
Wazir Agha
Nazm
bhaarat ke musalman
hairat hai tuu ab hai usii duniyaa me.n savaalii
hai gosha-e-pastii me.n tirii himmat-e-aalii