SEARCH RESULTS
Showing search results for "guu.nge"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "guu.nge"
Ghazal
hai mere chaaro.n taraf bhii.D guu.nge bahro.n kii
kise KHatiib banaa.uu.n kise KHitaab karuu.n
Rahat Indori
Hindi Ghazal
Dushyant Kumar
Ghazal
guu.nge nikal pa.De hai.n zabaa.n kii talaash me.n
sarkaar ke KHilaaf ye saazish to dekhiye
Dushyant Kumar
Ghazal
guu.nge lafzo.n kaa ye be-samt safar meraa hai
guftuguu us kii hai lahje me.n asar meraa hai
Meraj Faizabadi
PAGE MATCHES FOR "guu.nge"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "guu.nge"
Nazm
hubb-e-watan
jis ko aataa hai phuu.nknaa kushta
hai hamaarii taraf se vo guu.ngaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
guu.nge labo.n pe harf-e-tamannaa kiyaa mujhe
kis kor-chashm-shab me.n sitaaraa kiyaa mujhe
Parveen Shakir
Nazm
ye wo basti hi nahin
log guu.nge hai.n bayaabaa.n me.n azaa.n kaise ho
log qaatil hai.n ilaaj-e-Gam-e-jaa.n kaise ho
Qaisarul Jafri
Sher
raastaa dekh ke chal varna ye din aise hai.n
guu.nge patthar bhii savaalaat kare.nge tujh se
Qaisarul Jafri
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
kitne guu.nge musass se, guzar gayaa huu.n
mai.n is ta.aaqub me.n kitne baaGo.n se,
Noon Meem Rashid
Nazm
tasalsul
vaqt ne jis pe biThaa.e the fanaa ke pahre
jaag uThe suur-e-saraafiil se guu.nge bahre
Ahmad Faraz
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
jahaa.n kirdaar guu.nge dekhne vaale hai.n andhe
isii manzar se to parda haTaa rakkhaa hai tum ne
Saleem Kausar
Ghazal
hai.n aap kii baate.n to shakar-rez par ai jaa.n
is guu.nge ke gu.D me.n bhii mazaa aur hii kuchh hai