SEARCH RESULTS
Showing search results for "haafize"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "haafize"
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
mujhe bhii to kabhii bainassutuur me.n rakhtaa
phir aaj ek sadaa haashiye se aa.ii hai
Jahangeer Nayab
Mazahiya
zabt ke 'azm kaa us vaqt asar kuchh na hu.aa
yaa-hafiizo kaa kiyaa vird magar kuchh na hu.aa
Akbar Allahabadi
PAGE MATCHES FOR "haafize"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "haafize"
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
sach kaho kyaa haafize me.n hai vo zulm-e-be-panaah
aaj tak ragoon me.n ik qabr hai jis kii gavaah
Josh Malihabadi
Sher
mai.n KHushbu.o.n ke zikr pe KHaamosh hii rahaa
haalaa.nki ek phuul mire haafize me.n thaa
Wasim Nadir
Sher
aafat-e-jaa.n hu.ii us ruu-e-kitaabii kii yaad
raas aayaa na mujhe haafiz-e-qur.aa.n honaa
Haidar Ali Aatish
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
ye sher-e-haafiz-e-shiiraaz, ai sabaa! kahnaa
mile jo tujh se kahii.n vo habiib-e-ambar-dast
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
maqaam jin kaa mu.arriKH ke haafize me.n nahii.n
shikast o fat.h ke maabain marhale ham log
Khursheed Rizvi
Ghazal
duusraa ishq mirii jaan nahii.n kar saktaa
ye tiraa haafiz-e-qur.aan nahii.n kar saktaa
Aal-e-Umar
Ghazal
samajh ke haq vo har ehsaan bhuul jaatii hai
magar har ek KHataa haafize me.n rakhtii hai












