SEARCH RESULTS
Showing search results for "haal-e-dil-e-shaidaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "haal-e-dil-e-shaidaa"
Ghazal
taGaaful-kesh mai.n ne hii banaayaa
use haal-e-dil-e-shaidaa sunaa kar
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
kyaa tum ko ilaaj-e-dil-e-shaidaa nahii.n aataa
aataa hai par is tarah ki goyaa nahii.n aataa
Hasrat Mohani
Ghazal
kyo.n tum se ilaaj-e-dil-e-shaidaa nahii.n hotaa
kyaa dard-e-mohabbat kaa mudaavaa nahii.n hotaa
Shaida Ambalvi
Ghazal
ham-nashii.n kuchh to ilaaj-e-dil-e-shaidaa kar de
zindagii ko na mirii nazr-e-tamaashaa kar de
Bahzad Fatami
Ghazal
un se kah do ki ilaaj-e-dil-e-shaidaa na kare.n
yahii achchhaa hai ki biimaar ko achchhaa na kare.n
Bismil Allahabadi
PAGE MATCHES FOR "haal-e-dil-e-shaidaa"
MORE MATCHES FOR "haal-e-dil-e-shaidaa"
Ghazal
un ko haal-e-dil-e-pur-soz sunaa kar uTThe
aur do-chaar ke ghar aag lagaa kar uTThe
Zaheer Dehlvi
Ghazal
kyaa puuchhte ho haal-e-dil-e-be-qaraar aaj
jo kal thii hai vo gardish-e-lail-o-nahaar aaj
Aasi Aarwi
Ghazal
us se kahuu.n mai.n haal-e-dil-e-daaG-daaG kyaa
ha.ns kar jo ye kahe ki sajaayaa hai baaG kyaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
shariik-e-haal-e-dil-e-be-qaraar aaj bhii hai
kisii kii yaad mirii Gam-gusaar aaj bhii hai
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Sher
sunaa haal-e-dil-e-'majruuh' shab ko
ko.ii hasrat sii hasrat thii bayaa.n me.n
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
khul jaa.egaa haal-e-dil-e-afgaar hamaaraa
pa.Dhte hai.n vo guldasta-e-ash.aar hamaaraa
Ranj Merthi
Ghazal
ham jinhe.n haal-e-dil-e-zaar sunaane nikle
un ke to aur alamnaak fasaane nikle
Hasan Nawab Hasan
Ghazal
haal-e-dil-e-tabaah kisii ne sunaa kahaa.n
puuchhe magar ko.ii to lab-e-mudda.aa kahaa.n

