SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-saf-e-mizhgaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ham-saf-e-mizhgaa.n"
Ghazal
dil hai ik qatra-e-KHuu.n jis pe ye siina zorii
kuchh samajhtaa hii nahii.n ham-saf-e-mizhgaa.n honaa
Qalaq Merathi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dil ko jis vaqt KHayaal saf-e-mizhgaa.n hogaa
paa-e-jaa.n me.n KHalish-e-KHaar-e-muGiilaa.n hogaa
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Sher
KHayaal us saf-e-mizhgaa.n kaa dil me.n aa.egaa
hamaare mulk me.n bhartii sipaah kii hogii
Mirza Maseeta Beg Muntahi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ham-saf-e-mizhgaa.n"
Ghazal
kis dil pe hai azm-e-saf-e-mizhgaan-e-KHud-aaraa
aa.iine ke paayaab se utrii hai.n sipaahe.n
Mirza Ghalib
Ghazal
bistar miraa hai KHaar-e-muGiilaa.n basaan-e-qais
lailaa kii hai tujhe saf-e-mizhgaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
saf-e-mizhgaa.n se kah rahii hai vo chashm
dil mile.n jitne be-tahaashaa luuT
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jaa hii bhi.Daa tujh saf-e-mizhgaa.n se yaar
dil to miraa zor-e-jigar kar gayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ha.nse jo vo mire rone pe to saf-e-mizhgaa.n
na samjho tum use diivaar-e-qahqahaa samjho