SEARCH RESULTS
Showing search results for "ham-saf-e-mizhgaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "ham-saf-e-mizhgaa.n"
Ghazal
dil hai ik qatra-e-KHuu.n jis pe ye siina zorii
kuchh samajhtaa hii nahii.n ham-saf-e-mizhgaa.n honaa
Qalaq Merathi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dil ko jis vaqt KHayaal saf-e-mizhgaa.n hogaa
paa-e-jaa.n me.n KHalish-e-KHaar-e-muGiilaa.n hogaa
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
kis dil pe hai azm-e-saf-e-mizhgaan-e-KHud-aaraa
aa.iine ke paayaab se utrii hai.n sipaahe.n
Mirza Ghalib
Ghazal
bistar miraa hai KHaar-e-muGiilaa.n basaan-e-qais
lailaa kii hai tujhe saf-e-mizhgaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
saf-e-mizhgaa.n se kah rahii hai vo chashm
dil mile.n jitne be-tahaashaa luuT
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jaa hii bhi.Daa tujh saf-e-mizhgaa.n se yaar
dil to miraa zor-e-jigar kar gayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ha.nse jo vo mire rone pe to saf-e-mizhgaa.n
na samjho tum use diivaar-e-qahqahaa samjho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kahtii hai.n vo aa.nkhe.n saf-e-mizhgaa.n ko ba.Dhaa kar
hai kaun jo ruu-kash ho risaalo.n se hamaare
Dagh Dehlvi
Ghazal
thaa dil to chiiz kyaa saf-e-mizhgaa.n ke saamne
is maa'rke me.n shukr ye hai bach gayaa dimaaG
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
dil me.n hai yaar kii saf-e-mizhgaa.n se ruu-kashii
haalaa.nki taaqat-e-KHalish-e-KHaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nsuu to chiir kar saf-e-mizhgaa.n nikal gayaa
la.Dkaa thaa KHurd-saal pe dil kaa karaKHt thaa
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
Raza Jaunpuri
Ghazal
ahl-e-kitaab hai.n saf-e-mizhgaa.n ke ruu-ba-ruu
kaaGaz ke daste aa.e risaalo.n ke saamne
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ho jaave hai us kii saf-e-mizhgaa.n se muqaabil
is dil ko mire dekhiyo kyaa be-jigarii hai