SEARCH RESULTS
Showing search results for "hama"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hama"
PAGE MATCHES FOR "hama"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hama"
Ghazal
ham shauq ke shole kii lapak bhuul bhii jaa.e.n
vo sham-e-fasurda kaa dhu.aa.n yaad rahegaa
Ibn-e-Insha
Nazm
zohd aur rindi
labrez mai-e-zohd se thii dil kii suraahii
thii tah me.n kahii.n durd-e-KHayaal-e-hama-daanii
Allama Iqbal
Ghazal
yuu.n jism mahaktaa hai havaa-e-gul-e-tar se!
jaise ko.ii pahluu se abhii uTh ke gayaa ho
Hari Chand Akhtar
Ghazal
aan pe ho madaar kyaa buud ke rozgaar kaa
dam hama-dam hai duu.n ye dam vahm-e-davaam ranj hai
Jaun Eliya
Sher
mai.n be-hunar thaa magar sohbat-e-hunar me.n rahaa
shu.uur baKHshaa hama-ra.ng mahfilo.n ne mujhe
Nasir Zaidi
Sher
Abbas Rizvi
Ghazal
bekasii-haa-e-shab-e-hijr kii vahshat hai hai
saaya KHurshiid-e-qayaamat me.n hai pinhaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zindagii ye hai ki baa-ii.n-hama-saudaa-e-safar
zindagii hasrat-e-yak-gaam hu.ii jaatii hai
Jameel Mazhari
Ghazal
hazaar aib KHud apne hii naam me.n likh kar
mai.n terii raa.e hama-giir kartaa rahtaa huu.n














