SEARCH RESULTS
Showing search results for "hama-tan-o-sharm-o-hayaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hama-tan-o-sharm-o-hayaa"
Ghazal
Mohammad Abid Ali Abid
Ghazal
Qadr Bilgrami
Sher
sharm-o-hayaa ne baaz rakhaa is qadar hame.n
saayaa bhii un kaa dekh ke ham sar-niguu.n kare.n
Sahar Alig
Sher
tahziib hii baaqii hai na ab sharm-o-hayaa kuchh
kis darja ab insaan ye bebaak hu.aa hai
zafar iqbal zafar
Ghazal
paas-e-adab mujhe unhe.n sharm-o-hayaa na ho
nazzaara-gaah me.n asar-e-maa-sivaa na ho
Bedam Shah Warsi
PAGE MATCHES FOR "hama-tan-o-sharm-o-hayaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hama-tan-o-sharm-o-hayaa"
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
vo sitam-pesha kahaa.n sharm-o-hayaa rakhte hai.n
ham Gariibo.n pe har ik zulm ravaa rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Nazm
padmani
aah o partav-e-anvaar-e-safaa kii devii
o ziyaarat-kada-e-sharm-o-hayaa kii devii
Suroor Jahanabadi
Nazm
tamiri taKHrib
paikar-e-sharm-o-hayaa sharm-o-hayaa se duur hai
siina-e-aKHlaaq me.n ristaa hu.aa naasuur hai
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Nazm
adab ke nam pe
jadiidiyat ke taqaaze nibhaa diye lekin
qabaa-e-sharm-o-hayaa taar-taar kar Daalii
Tazeen Raaz
Ghazal
aa.iina le ke kiijiye itnaa mushaahida
ham se suluuk-e-sharm-o-hayaa kuchh na puuchhiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
us aadmii ko jaaniye sab kuchh hii mil gayaa
jis aadmii ko daulat-e-sharm-o-hayaa milii
Darshan Dayal Parwaz
Ghazal
tamkii.n se na dekhe jo kabhii aa.ina jhuk kar
vo murtakib-e-sharm-o-hayaa ho nahii.n saktaa