SEARCH RESULTS
Showing search results for "haqiiqatan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "haqiiqatan"
Ghazal
shikva to ek chhe.D hai lekin haqiiqatan
teraa sitam bhii terii inaayat se kam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
haqiiqatan na sahii vaahimaat hii me.n sahii
sukuu.n milaa hai bahut tujh ko ham-navaa rakh ke
Arslan Abbas
Ghazal
ye baat sirf kitaabo.n talak nahii.n 'hamza'
haqiiqatan bhii bane maqbare mohabbat ke
Ameer Hamza Salfi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "haqiiqatan"
Ghazal
agarche kahne ko kal kaa.enaat apnii thii
haqiiqatan kahaa.n apnii bhii zaat apnii thii
Masooda Hayat
Ghazal
Shaer Fatahpuri
Ghazal
haqiiqatan ab to apnii baa.nho.n ko do ijaazat
ki ye tasavvur me.n mujh ko siine lagaa rahii hai.n
Haidar raza Koralvi
Ghazal
haqiiqatan use dekhaa kahaa.n hai muddat se
hai.n jis kii diid ke KHvaabo.n me.n vaaqiye raushan
Navneet Sharma
Ghazal
Kaif Moradaabadi
Ghazal
Waqar Bijnori
Ghazal
'razaa' mai.n nazre.n milaa.uu.n to kis tarah us se
haqiiqatan mire kirdaar me.n vo jhaa.nktaa hai
Raza Mauranvi
Ghazal
qismat kii baat aur hai lekin haqiiqatan
dariyaa se KHauf aataa nahii.n naav dekh kar
Shumama Ufuq
Ghazal
haqiiqatan to 'zubair' aage ma.abad-e-dil ke
jo ko.ii samjhe to kam hai maqaam masjid kaa
Zubair Hamza
Ghazal
aashiq haqiiqatan vahii hotaa hai jis kaa dil
ta.Dpe magar visaal kaa armaa.n na kar sake