SEARCH RESULTS
Showing search results for "hariim-e-naaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hariim-e-naaz"
Ghazal
jalve dikhaa.e yaar ne apnii hariim-e-naaz me.n
sajde chamak chamak uThe mere sar-e-niyaaz me.n
Anwar Saharanpuri
Sher
hariim-e-naaz ke parde me.n jo nihaa.n thaa kabhii
usii ne shoKH adaa.e.n dikhaa ke luuT liyaa
Anwar Taban
Ghazal
tum hariim-e-naaz me.n baiThe ho begaane bane
justujuu me.n ahl-e-dil phirte hai.n diivaane bane
Figar Unnavi
Ghazal
us ke hariim-e-naaz me.n teraa guzar kahaa.n
ai dil ye sach bataa ki rahaa raat bhar kahaa.n
Ejaz Ajmeri
Ghazal
ab kyuu.n hariim-e-naaz me.n sarmastiyaa.n nahii.n
ham vo nahii.n ki aap me.n vo shoKHiyaa.n nahii.n
Syed Mazhar Gilani
MORE MATCHES FOR "hariim-e-naaz"
Ghazal
Wasif Dehlvi
Sher
qadam apne hariim-e-naaz me.n is shauq se rakhnaa
ki jo dekhe mire dil ko tumhaaraa aastaa.n samjhe
Figar Unnavi
Ghazal
hariim-e-naaz se aataa hai bahra-var ko.ii
dil aa.iina pe liye naqsh-e-fii-hajar ko.ii
Marghoob Asar Fatmi
Ghazal
rah ga.ii aabruu-e-ishq tere hariim-e-naaz me.n
Dhal gayaa soz-e-zindagii mere shikasta-saaz me.n
Arman Rampuri
Ghazal
hariim-e-naaz kahaa.n jalva-gaah-e-yaar kahaa.n
ta.Dap rahii hai ko.ii barq baar-baar kahaa.n
Abdullateef Shauq
Ghazal
hariim-e-naaz kahaa.n aur sar-e-niyaaz kahaa.n
kahaa.n kaa sajda kise hosh hai namaaz kahaa.n
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
hariim-e-naaz hai aur ek rind-e-mai-KHaana
dar-e-qubuul hai aur laGzisho.n kaa nazraana
Syed Siddiq Hasan
Ghazal
hariim-e-naaz pe vo rang-o-nuur kii baarish
hariim-e-naaz me.n kyaa thaa ye phir kahaa.n dekhaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
jo us ke husn kii parchhaa.iyaa.n na aa.e.n nazar
to ruuh garm-e-tavaaf-e-hariim-e-naaz na ho