SEARCH RESULTS
Showing search results for "hariim-e-naaz"
Nazm MATCHES FOR "hariim-e-naaz"
Nazm
KHwab jo bikhar gae
bahut dino.n me.n raasta hariim-e-naaz kaa milaa
magar hariim-e-naaz tak pahu.nch ga.e to kyaa milaa
Amir Usmani
Nazm
flash-back
dekh to le.n kyaa hu.aa thaa hariim hariim-e-naaz me.n
ishq ke asraar me.n jazbaat ke iz.haar me.n
Abu Bakr Abbad
Nazm
shair se KHitab
jab na khele jalvato.n me.n shaahid-e-ilhaam se
jab hariim-e-naaz ke parde uThaa sakte nahii.n
Sareer Kabiri
Nazm
andesha
ba-qaid-e-hosh hazaaro.n hii jaam aa.e the
hariim-e-naaz se kitne salaam aa.e the
Kailash Mahir
Nazm
mirza-ghaalib
guu.nj uTThaa tere naGmo.n se hariim-e-hsun-o-naaz
aaj tak mahfuuz hai har dil me.n teraa soz-o-saaz
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
tumhein yaad ho ki na yaad ho
vo hariim-e-naaz kii rif.ate.n
vo sar-e-niyaaz kii pastiyaa.n
Maikash Hyderabadi
Nazm
dil
naqsh-e-ulfat se numaayaa.n ik nayaa andaaz hai
tuu hariim-e-ishq hai yaa jalva-gaah-e-naaz hai
Saqib Kanpuri
Nazm
dil
naqsh-e-ulfat se numaayaa.n ik nayaa andaaz hai
tuu hariim-e-ishq hai yaa jalva-gaah-e-naaz hai
Saqib Kanpuri
Nazm
nazr-e-watan
phir us hariim-e-nuur ke aaGosh-e-naaz me.n
ik gul-kada ba-ra.ng-e-parii-KHaana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
dil-o-dimagh ko ro lunga aah kar lunga
hariim-e-hazrat-e-salmaa kii samt jaataa huu.n
hu.aa na zabt to chupke se aah kar luu.ngaa
Akhtar Shirani
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
lekin ai saakin-e-hariim-e-KHayaal
yaad hai daur-e-kaif-o-kam ki nahii.n
Saifuddin Saif
Nazm
surKH gulabon ke mausam mein
hariim-e-zaat me.n jaanaa.n
bahut be-rang se din hai.n
Shahzad Nayyar
Nazm
lucknow
ik nau-bahaar-e-naaz ko taake hai phir nigaah
vo nau-bahaar-e-naaz ki hai jaan-e-lucknow