SEARCH RESULTS
Showing search results for "havaas-e-KHamsa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "havaas-e-KHamsa"
Sher
mere havaas-e-KHamsa use dekh u.D ga.e
kyuu.n kar Thahar sake.n ye kabuutar the par gire
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
no aasmaa.n KHur-o-mah saato.n tabaq zamii.n ke
ruuh-o-havaas-e-KHamsa aur shash-jahaat tiiso.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
hu.ii hai.n fikre.n pareshaan 'miir' yaaro.n kii
havaas-e-KHamsa kare jam.a so 'nizaamii' hai
Meer Taqi Meer
Kulliyat
hu.ii hai.n fikre.n pareshaan 'miir' yaaro.n kii
havaas-e-KHamsa kare jam.a so 'nizaamii' hai
Meer Taqi Meer
MORE MATCHES FOR "havaas-e-KHamsa"
Ghazal
chauk.Dii bhuul ga.e mere havaas-e-KHamsa
us kii bagghii ko sa.Dak par jo nikalte dekhaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
Anjum Usman
Kulliyat
saare 'aalam ke havaas-e-KHamsa me.n hai intishaar
ek ham tum hii nahii.n maa'luum hote dah-dile
Meer Taqi Meer
Ghazal
paa.nch ye mere havaas-e-KHamsa hai.n do jism-o-jaa.n
ishq ne taqsiim paa.ii hai baraabar saat me.n
Syed Agha Ali Mehr
Ghazal
yaad me.n un ke havaas-e-KHamsa de dete hai.n ham
aah ko naale ko Gul ko shor ko fariyaad ko