SEARCH RESULTS
Showing search results for "hayya-alal-falaah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hayya-alal-falaah"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "hayya-alal-falaah"
MORE MATCHES FOR "hayya-alal-falaah"
Ghazal
mushtarka hai.n hamaare ilaaj-e-Gam-e-hayaat
jo merii aartii me.n hai terii azaa.n me.n hai
Amit Goswami
Ghazal
baam-o-dar tak na rahe ghar ke to ghar kyaa apnaa
ab falak bhii na haTaa le kahii.n saayaa apnaa
Masooda Hayat
Ghazal
'hayaat' ne to faqat tujh se dil lagaayaa thaa
ye kab kahaa thaa ki jiinaa haraam kartaa jaa
Hayat Amrohvi
Ghazal
vo ik KHayaal ki jis ne Gam-e-hayaat diyaa
vahii KHayaal ilaaj-e-Gam-e-hayaat bhii hai
Kaif Moradaabadi
Ghazal
balaa se ho ki ilaaj-e-Gam-e-hayaat na ho
mirii nazar me.n magar sirf merii zaat na ho
Nazmi Sikandrabadi
Ghazal
kal hayyaa-alaa kii sii aavaaz ik aa.ii thii
'naatiq' ne kahaa sun kar haa.n banda-navaaz aayaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
KHudaaraa is taraf bhii ik nigaah-e-lutf ho jaa.e
mirii hastii hama hasrat hama aalaam hai saaqii
Ghubaar Bhatti
Ghazal
mashaam-e-jaa.n ho mo'attar ye maa'rifat Thahrii
havaa azal se gul-e-tuur le ke aa.ii hai