SEARCH RESULTS
Showing search results for "hove.nge"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hove.nge"
Marsiya
kis mu.nh se mai.n kahuu.n ki qalaq hai mujhe kamaal
zehraa shahiid hu.e hove.nge tere ye dono.n laal
Meer Anees
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Sher
dekh daaman-giir mahshar me.n tire hove.nge ham
KHuu.n hamaaraa apne daaman se na ai qaatil chhu.Daa
Aarifuddin Aajiz
Ghazal
guzre.n vabaa ke din to baGal-giir hove.nge
armaan zabt kar ai mire yaar tham zaraa
Iftikhar Haidar
Ghazal
aashnaa kahne ko yuu.n to aap ke hove.nge sau
par ko.ii ai mehrbaa.n aisaa na hogaa aashnaa
Meer Mohammadi Bedar
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "hove.nge"
MORE MATCHES FOR "hove.nge"
Ghazal
do jahaa.n hashr ke din hove.nge baaham maujuud
muttafiq ho.nge idhar vaale udhar vaalo.n se
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
paa.nv phir hove.nge aur dasht-e-muGiilaa.n hogaa
haath phir hove.nge aur apnaa garebaa.n hogaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
aaj hai.n shaaKH pe jis taur se pazhmurda 'naziir'
kal isii tarah se ham hove.nge murjhaa.e hu.e
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vaah is tiflii o is shakl-e-javaanii ke badal
saamne hove.nge ik mard-e-kuhan aa.iine me.n
Insha Allah Khan Insha
Kulliyat
nuqsaan hogaa us me.n na zaahir kahaa.n talak
hove.nge jis zamaane ke saahib-kamaal ham
Meer Taqi Meer
Ghazal
hove.nge KHaak vus.at mashrabii kii rah ga.ii hasrat
ham avval hii se misl-e-dasht viiraane hu.e hote
Wali Uzlat
Kulliyat
aaj aavaara ho ai baal-e-asiiraan-e-qafas
ye gul-o-baaG-o-KHyaabaan na hove.nge kal