SEARCH RESULTS
Showing search results for "hove.nge"
Nazm MATCHES FOR "hove.nge"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
gar aaj tujh se judaa hai.n to kal baham ho.nge
ye raat bhar kii judaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
ham-suKHan ho.nge jo ham dono.n to har baat ke biich
an-kahii baat kaa mauhuum saa parda hogaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mauzu-e-suKHan
aur mushtaaq nigaaho.n kii sunii jaa.egii
aur un haatho.n se mas ho.nge ye tarse hu.e haat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere sare logo
mirii bastii se pare bhii mire dushman ho.nge
par yahaa.n kab ko.ii aGyaar kaa lashkar utraa
Ahmad Faraz
Nazm
naya hukm-nama
is gulistaa.n me.n bas ik rang ke hii phuul ho.nge
kuchh afsar ho.nge jo ye tai kare.nge
Javed Akhtar
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
is ke saa.e me.n sadaa pyaar ke charche ho.nge
KHatm jo ho na sakegii vo kahaanii dii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
pahli aawaz
jaane zindaa.n se udhar kaun se manzar ho.nge
mujh ko diivaar hii diivaar dikhaa.ii dii hai
Ahmad Faraz
Nazm
nai tahzib
ye maujuuda tariiqe raahi-e-mulk-e-adam ho.nge
na.ii tahziib hogii aur na.e saamaa.n baham ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
ai nae sal bata tujh mein naya-pan kya hai
agle barso.n kii tarah ho.nge qariine tere
kise maaluum nahii.n baarah mahiine tere