SEARCH RESULTS
Showing search results for "hove.nge"
Ghazal MATCHES FOR "hove.nge"
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
guzre.n vabaa ke din to baGal-giir hove.nge
armaan zabt kar ai mire yaar tham zaraa
Iftikhar Haidar
Ghazal
aashnaa kahne ko yuu.n to aap ke hove.nge sau
par ko.ii ai mehrbaa.n aisaa na hogaa aashnaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
do jahaa.n hashr ke din hove.nge baaham maujuud
muttafiq ho.nge idhar vaale udhar vaalo.n se
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
paa.nv phir hove.nge aur dasht-e-muGiilaa.n hogaa
haath phir hove.nge aur apnaa garebaa.n hogaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
aaj hai.n shaaKH pe jis taur se pazhmurda 'naziir'
kal isii tarah se ham hove.nge murjhaa.e hu.e
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vaah is tiflii o is shakl-e-javaanii ke badal
saamne hove.nge ik mard-e-kuhan aa.iine me.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
hove.nge KHaak vus.at mashrabii kii rah ga.ii hasrat
ham avval hii se misl-e-dasht viiraane hu.e hote
Wali Uzlat
Ghazal
ahl-e-zar saaz-e-ra.uunat se hove.nge dozaKHii
Daalte hai.n sham.a kii avval rag-e-gardan me.n aag
Wali Uzlat
Ghazal
kis tarah roz-e-hashr vo hove.nge surKH-ruu
dekhaa kiye hai.n yaa.n jo KHat-o-KHaal kii kitaab
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
agarche yaar to tere hazaar hove.nge
ko.ii bhii ham saa bhalaa yaar jaa.n-fishaa.n dekhaa
Naeem Dehlavi
Ghazal
Ishq Aurangabadi
Ghazal
faasle aise bhii ho.nge ye kabhii sochaa na thaa
saamne baiThaa thaa mere aur vo meraa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
KHaalii ai chaaragaro ho.nge bahut marham-daa.n
par mire zaKHm nahii.n aise ki bhar jaa.e.nge