SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilaaj-e-ijz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ilaaj-e-ijz"
Ghazal
tumhii bataa.o mire hoge aur kaise tum
ilaaj-e-ijz bhii niklaa nahii.n ra.uunat kaa
Abrar Hamid
Ghazal
bas ek ham hii liye jaa.e.n dars-e-ijz-o-niyaaz
kabhii to ak.Dii hu.ii gardano.n me.n bhii KHam aa.e
Ibn-e-Safi
Ghazal
zaKHm milte hai.n ilaaj-e-zaKHm-e-dil miltaa nahii.n
vaz-e-qaatil rah ga.ii rasm-e-masiihaa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Naresh M. A
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
'aalam-e-ajzaa
'आलम-ए-अज्ज़ाعَالَمِ اَجْزَا
world of elements
MORE MATCHES FOR "ilaaj-e-ijz"
Ghazal
vo raaz-e-naala huu.n ki ba-sharh-e-nigaah-e-ijz
afshaa.n Gubaar-e-surma se fard-e-sadaa karuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ab kyaa ilaaj-e-dard-e-dil-e-be-talab karuu.n
kuchh ho to un se naama-o-paiGaam bhii chale
Khalish Barodvi
Ghazal
aisaa ilaaj-e-habs-e-dil-e-zaar chaahiye
ik dar fasiil-e-jaa.n me.n havaa-daar chaahiye
Azeem Haider Syed
Ghazal
kuchh aaj ilaaj-e-dil-e-biimaar to kar le.n
ai jaan-e-jahaa.n aa.o zaraa pyaar to kar le.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
aagahii daam-e-shuniidan jis qadar chaahe bichhaa.e
mudda.aa anqaa hai apne aalam-e-taqriir kaa
Mirza Ghalib
Sher
nahii.n ilaaj-e-Gam-e-hijr-e-yaar kyaa kiije
ta.Dap rahaa hai dil-e-be-qaraar kiyaa kiije
Jigar Barelvi
Ghazal
vahii ilaaj-e-shab-e-saKHti-e-KHizaa.n thaa 'zafar'
jo ek phuul kisii nau-bahaar ne na diyaa
Zafar Iqbal
Ghazal
ilaaj-e-dard-e-dil-e-sogvaar ho na sakaa
vo Gam-navaaz rahaa Gam-gusaar ho na sakaa
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
aa.o ilaaj-e-talKHi-e-kaam-o-guluu kare.n
kuchh der shuGl-e-jaam rahe guftuguu kare.n