SEARCH RESULTS
Showing search results for "ilaaj-e-ijz"
Nazm MATCHES FOR "ilaaj-e-ijz"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
jo tujh se ahd-e-vafaa ustuvaar rakhte hai.n
ilaaj-e-gardish-e-lail-o-nahaar rakhte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kyun
tum jo qaatil na masiihaa Thahre
na ilaaj-e-shab-e-hijraa.n na Gam-e-chaaraagaraa.n
Ada Jafarey
Nazm
ye wo basti hi nahin
log guu.nge hai.n bayaabaa.n me.n azaa.n kaise ho
log qaatil hai.n ilaaj-e-Gam-e-jaa.n kaise ho
Qaisarul Jafri
Nazm
allama iqbaal
thaa ‘ilaaj-e-Gam-e-duniyaa terii goyaa.ii me.n
saare but to.D diye ek hii a.ng.Daa.ii me.n
Shadan Barabankvi
Nazm
mohabbat
mohabbat hai 'ilaaj-e-zabt-e-insaa.n
mohabbat imtihaan-e-zabt-e-insaa.n
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
aurat
ko.ii kahtaa hai ilaaj-e-maraz-e-tanhaa.ii
ko.ii kahtaa hai daliil-e-rah-e-iffat tujh ko
Azeemuddin Ahmad
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
KHallaaq-e-do-'aalam kaa kiyaa zikr-o-tasavvur
kyaa KHuub 'ilaaj-e-Gam-e-jaa.n ham ne kiyaa hai
Inam Thanvi
Nazm
naya aazar
mai.n puuchhtaa huu.n ki ai ra.ng-o-nuur kii devii
ilaaj-e-tiira-shabii kyaa isii ko kahte hai.n
Mustafa Zaidi
Nazm
kashmakash
ra.ng-afshaa.n thii mire dil kii KHalaa.o.n me.n magar
ek aurat thii ilaaj-e-Gam-e-duniyaa to na thii
Naresh Kumar Shad
Nazm
shri lal bahadur shastari wazir-e-azam hind
paikar-e-ijz-o-KHuluus-o-saadgii
tuu thaa tahziib-o-tamaddun kaa nikhaar
Talib Chakwali
Nazm
gandhi ji
mahak luTaa.ii ahinsaa ke narm phuulo.n kii
KHuluus-o-ijz ke ik gulistaa.n the gaa.ndhii jii
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
nasri nazm ki manzum katha
phuuTtaa hai vaadii-e-ijz-e-bayaaa.n ke vast se
phailtii hai KHiirgii
Salman Sarwat
Nazm
parchhaiyan
adaa-e-ijz-o-karam se uThaa rahii ho tum
suhaag-raat jo Dholak pe gaa.e jaate hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
tah-e-nujum
ziyaa-e-mah me.n damaktaa hai ra.ng-e-pairaahan
adaa-e-ijz se aa.nchal u.Daa rahii hai nasiim
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHuda wo waqt na lae
ko.ii jabii.n na tire sa.ng-e-aastaa.n pe jhuke
ki jins-e-ijz-o-aqiidat se tujh ko shaad kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chaara-gar
nusKHa-e-kiimiyaa-e-mohabbat bhii hai
kuchh ilaaj o mudaavaa-e-ulfat bhii hai