SEARCH RESULTS
Showing search results for "irtiqaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "irtiqaa"
Nazm
kisan
ye samaa.n aur ik qavii insaan ya.anii kaast-kaar
irtiqaa kaa peshvaa tahziib kaa parvardigaar
Josh Malihabadi
Nazm
raat aur rail
zad me.n ko.ii chiiz aa jaa.e to us ko piis kar
irtiqaa-e-zindagii ke raaz batlaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ye irtiqaa kaa chalan hai ki har zamaane me.n
puraane log na.e aadmii se Darte the
Ahmad Nadeem Qasmi
PAGE MATCHES FOR "irtiqaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "irtiqaa"
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
ravaa.n hai qaafila-e-irtiqaa-e-insaanii
nizaam-e-aatish-o-aahan kaa dil hilaa.e hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
tere hone se
tujh se hai aafriinash numuu irtiqaa
tujh se hai.n qaafile raaste rahnumaa
Habib Jalib
Nazm
naya sal
kaun lekin dil-e-insaa.n kii tapish chhiin sake
irtiqaa aahan-o-faulaad se kis tarah ruke
Akhtar Payami
Quote
Asl mein hamaare yahaan maulviyon aur adeebon ka zehni irtiqa eik hi khutoot par hua hai....
Intizar Hussain
Ghazal
kyaa irtiqaa-paziir hai insaan kaa zamiir
rishto.n ko chho.D-chhaa.D ke ashyaa tak aa gayaa
Kashif Husain Ghair
Ghazal
jadiid ahd me.n ulTaa hai irtiqaa kaa safar
ajab nahii.n hai phir insaan jaanvar ban jaa.e
Akhtar Usman
Ghazal
hu.e na zer kisii intihaa se la.Dte hu.e
mahaaz haar ga.e ham qazaa se la.Dte hu.e
Zafar Moradabadi
Ghazal
guzar chukaa hai jo lamha vo irtiqaa me.n hai
mirii baqaa kaa sabab to mirii fanaa me.n hai
Asim Wasti
Ghazal
mai.n insaa.n huu.n ye mere irtiqaa kii hai alaamat
ki mai.n insaaniyat ko be-labaada kar rahaa huu.n
Waqar Manvi
Ghazal
irtiqaa kyaa tirii qismat me.n nahii.n likkhaa hai
ab tamannaa se guzar meraa muqaddar ho jaa







