SEARCH RESULTS
Showing search results for "israaf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "israaf"
Ghazal
israaf ne arbaab-e-tamavvul ko Duboyaa
aalim ko tafaaKHur ne to zaahid ko riyaa ne
Ismail Merathi
Ghazal
Ateeq Ahmad Jazib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "israaf"
Ghazal
kuchh kaam kab aayaa hai miraa girya-e-shab bhii
israaf-e-dil-o-jaa.n miraa be-kaar hu.aa hai
Tanveer Anjum
Ghazal
aa tujhe zabt ke israaf se aagaah karuu.n
aah ko dard kaa paimaana samajhne vaale
Raheel Farooq
Ghazal
israaf ise kahiye ki daanista taGaaful
kyo.n qumquma sa.Dko.n pe jalaa shaam se pahle
Jameel Azimabadi
Sher
israaf ne arbaab-e-tamavvul ko Duboyaa
aalim ko tafaaKHur ne to zaahid ko riyaa ne
Ismail Merathi
Nazm
tum ruh ke saz pe
hame.n aazaadii kii ye sadii aariyatan milii hai
us kaa israaf ehtiyaat maa.ngegaa














