SEARCH RESULTS
Showing search results for "israaf"
Ghazal MATCHES FOR "israaf"
Ghazal
israaf ne arbaab-e-tamavvul ko Duboyaa
aalim ko tafaaKHur ne to zaahid ko riyaa ne
Ismail Merathi
Ghazal
Ateeq Ahmad Jazib
Ghazal
KHamyaaza hai is aadat-e-israaf kaa aur bas
jo be-sar-o-saamaanii hai saamaan se aage
Ejaz Gul
Ghazal
dard jo aql ke israaf se bach rahtaa hai
ishq ke qaht-zado.n kaa hai vahii sarmaayaa
Rais Amrohvi
Ghazal
kuchh kaam kab aayaa hai miraa girya-e-shab bhii
israaf-e-dil-o-jaa.n miraa be-kaar hu.aa hai
Tanveer Anjum
Ghazal
aa tujhe zabt ke israaf se aagaah karuu.n
aah ko dard kaa paimaana samajhne vaale
Raheel Farooq
Ghazal
israaf ise kahiye ki daanista taGaaful
kyo.n qumquma sa.Dko.n pe jalaa shaam se pahle
Jameel Azimabadi
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
kab mujh ko e'tiraaf-e-mohabbat na thaa 'faraaz'
kab mai.n ne ye kahaa hai sazaa.e.n mujhe na do
Ahmad Faraz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
zulm ke daur se ikraah-e-dilii kaafii hai
ek KHuu.n-rez baGaavat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
thaa zabt bahut mushkil is sail-e-ma.aanii kaa
kah Daale qalandar ne asraar-e-kitaab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
munsif ho agar tum to kab insaaf karoge
mujrim hai.n agar ham to sazaa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Ghazal
hai justujuu ki KHuub se hai KHuub-tar kahaa.n
ab Thahratii hai dekhiye jaa kar nazar kahaa.n