SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaa-namaaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jaa-namaaz"
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Nazm
amrud aur mulla ji
shauq bolaa ki ek din jaa.o
kisii masjid me.n jaa namaaz pa.Dho
Lateef Farooqi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
jaa-namaaz
जा-नमाज़جانَماز
Persian
a carpet or mat on which prayers are offered, a prayer mat, a kind of carpet that uses for Namaz
BOOKS MATCHES FOR "jaa-namaaz"
MORE MATCHES FOR "jaa-namaaz"
Kulliyat
ammaama jaa-namaaz ga.e le ke muGbache
vaa.iz kii ab libaasii karaamaat bhii ga.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
kare.nge sajde jahaa.n par dikhe tiraa paikar
hai but-parastii ko darkaar jaa-namaaz nahii.n
Aditya Pant Naaqid
Nazm
badan se puri aankh hai meri
badan se puurii aa.nkh hai merii
jaa.o jaa-namaaz se apnii pasand kii du.aa uThaa lo
Sara Shagufta
Ghazal
sitaare TuuT ke girte the jaa-namaaz pe raat
ki aisaa arsh ne saahib-jabii.n nahii.n dekhaa
Shakeeb Ayaz
Nazm
der ho gai
diivaar par hai aayat-ul-kursii kaa chaukhaTaa
juzdaan o jaa-namaaz masahrii ke paas hai
Faheem Shanas Kazmi
Ghazal
ga.e hai.n vo mirii mahfil me.n bhuul kar ruumaal
ye jaa-namaaz bichhaa kar pa.Dhuu.n dogaana-e-ishq
Ahmad Husain Mail
Ghazal
tah-ba-tah gard gunaaho.n kii jamii hai us par
jaa-namaaz apnii zaraa aur jhaTakiye saahab
Zaheer Alam
Kulliyat
phir 'miir' aaj masjid-e-jaame ke the imaam
daaG-e-sharaab dhote the kal jaa-namaaz kaa
