SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaa-namaaz"
Ghazal MATCHES FOR "jaa-namaaz"
Ghazal
kare.nge sajde jahaa.n par dikhe tiraa paikar
hai but-parastii ko darkaar jaa-namaaz nahii.n
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
sitaare TuuT ke girte the jaa-namaaz pe raat
ki aisaa arsh ne saahib-jabii.n nahii.n dekhaa
Shakeeb Ayaz
Ghazal
ga.e hai.n vo mirii mahfil me.n bhuul kar ruumaal
ye jaa-namaaz bichhaa kar pa.Dhuu.n dogaana-e-ishq
Ahmad Husain Mail
Ghazal
tah-ba-tah gard gunaaho.n kii jamii hai us par
jaa-namaaz apnii zaraa aur jhaTakiye saahab
Zaheer Alam
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Shauq Qidvai
Ghazal
us sa.ng-e-aastaa.n pe jabiin-e-niyaaz hai
vo apnii jaa-namaaz hai aur ye namaaz hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
allaah de jo niyyat-e-KHaalis huzuur-e-qalb
phir arsh sajda-gaah hai kursii hai jaa-namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
mujhe rahiin-e-Gam-e-jaa.n-navaaz rahne de
davaa-e-dard-e-jigar chaarasaaz rahne de
Hameed Nag Puri
Ghazal
isii jaziira-e-jaa-e-namaaz par 'sarvat'
zamaana ho gayaa dast-e-du.aa buland kiye
Sarvat Husain
Ghazal
mai.n zindagii ko musalsal safar samajhtaa huu.n
so jab namaaz pa.Dhii muKHtasar namaaz pa.Dhii
Umair Najmi
Ghazal
dil ne abhii bichaa.ii hai jaa-e-namaaz-e-ishq
luknat-zada zabaa.n kii iqaamat qubuul kar
Ammar Yasir Migsi
Ghazal
shaitaan ban gayaa hai farishta Guruur se
kyaa faa.eda hu.aa jo pa.Dhii jaa-ba-jaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
baavaa kii jab namaaz-e-janaaza pa.Dhii ga.ii
masjid se duur beTaa Tahaltaa dikhaa.ii de
Pagal Adilabadi
Ghazal
hame.n to is liye jaa-e-namaaz chaahiye hai
ki ham vajuud se baahar qayaam karte hai.n