SEARCH RESULTS
Showing search results for "jagaa.e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jagaa.e"
Nazm
alaw
kaaT ke Daal diyaa jalte alaa.o me.n use
raat-bhar phuu.ko.n se har lau ko jagaa.e rakkhaa
Gulzar
Ghazal
phir tirii yaad ke mausam ne jagaa.e mahshar
phir mire dil me.n uThaa shor havaa.o.n jaisaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
chal zindagii kii jot jagaa.e 'ajab nahii.n
laasho.n ke darmiyaa.n ko.ii rasta dikhaa.ii de
Zafar Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jagaa.e"
Nazm
eid
ruKHo.n pe phuul khilaa.e.n ki jashn kaa din hai
dilo.n me.n priit jagaa.e.n ki jashn kaa din hai
Shifa Kajgavnwi
Ghazal
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
karuu.n ik naale se mai.n hashr me.n barpaa sau hashr
shor-e-mahshar mujhe sote se jagaa.e to sahii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jo sotii bhii.D baa.is-e-GauGaa jagaa.e phir
darvaaza ghar kaa us sag-e-duniyaa pe bhe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kuchh bhii nahii.n jo KHvaab kii suurat dikhaa.ii de
ko.ii nahii.n jo ham ko jagaa.e jhi.njho.D ke
Shahryar
Ghazal
taGaaful aur ba.Dhaa us Gazaal-e-ra.anaa kaa
fusuun-e-Gam ne bhii jaaduu jagaa.e hai.n kyaa kyaa
Firaq Gorakhpuri
Sher
nii.nd aa.nkh me.n bharii hai kahaa.n raat bhar rahe
kis ke nasiib tum ne jagaa.e kidhar rahe