SEARCH RESULTS
Showing search results for "jamshed"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jamshed"
Ghazal
raqs-e-doshiiza-e-duniyaa pe nazar pa.Dte hii
jaam-e-jamshed mire haath me.n jam jaataa hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
sar-ba-sar be-sar-o-saamaa.n jise samjhe the vo dil
rashk-e-jamshed-o-kai-o-KHusrau-o-daaraa niklaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sar-e-jamshed ke kaase me.n bharii thii hasrat
yaas ko mo.atakif-e-turbat-e-daaraa dekhaa
Akbar Allahabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jamshed"
Ghazal
ruuh-e-'jamshed' naadim hai is ahd me.n
ab hai har haath me.n jaam-e-jam bhii nayaa
Quaiser Khalid
Ghazal
jamshed jis ne vaz' kiyaa jaam kyaa hu.aa
ve nasiihate.n kahaa.n ga.ii.n kiidhar ve naav-nosh
Meer Taqi Meer
Ghazal
jahaa.n-numaa to hai saaqii-numaa nahii.n 'naatiq'
badal ke le gayaa jamshed meraa paimaana
Natiq Lakhnavi
Ghazal
nahii.n hai kam kisii jamshed se mirii taqdiir
ba-shakl-e-qalb mujhe ek jaam-e-jam to milaa
J. P. Saeed
Ghazal
ahd-e-jamshed me.n thaa lutf-e-mai-o-abr-o-havaa
kab ye ma.ashuuq the us vaqt kii barsaato.n me.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
aa.nkh ham baada-kasho.n se na milaa ai jamshed
apne chulluu ko tire jaam se ba.Dh kar jaanaa