SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jaur"
Ghazal
sitam ke rang hai.n har iltifaat-e-pinhaa.n me.n
karam-numaa hai.n tire jaur sar-ba-sar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
paamaal ham na hote faqat jaur-e-charKH se
aa.ii hamaarii jaan pe aafat ka.ii tarah
Momin Khan Momin
PAGE MATCHES FOR "jaur"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jaur"
Ghazal
jannat me.n bhii 'momin' na milaa haa.e buto.n se
jaur-e-ajal-e-tafraqa-pardaaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
jaur se baaz aa.e par baaz aa.e.n kyaa
kahte hai.n ham tujh ko mu.nh dikhlaa.e.n kyaa
Mirza Ghalib
Sher
ai vaa.e inqalaab zamaane ke jaur se
dillii 'zafar' ke haath se pal me.n nikal ga.ii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
tum ne to haath jaur-o-sitam se uThaa liyaa
ab kyaa mazaa rahaa sitam-e-rozgaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
husn ko jaur se begaana na samjho ki use
ye sabaq ishq ne pahle hii pa.Dhaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
vo jaur-e-musalsal se baaz aa to ga.e lekin
be-daad ye kyaa kam hai be-daad nahii.n karte


