SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaur"
Nazm MATCHES FOR "jaur"
Nazm
jawab-e-shikwa
haath be-zor hai.n ilhaad se dil KHuugar hai.n
ummatii baa.is-e-rusvaa.i-e-paiGambar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
dosti ka hath
tumhe.n bhii zid hai ki mashq-e-sitam rahe jaarii
hame.n bhii naaz ki jaur-o-jafaa ke aadii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
tazad
yaziid naqsha-e-jaur-o-jafaa banaataa hai
husain us me.n KHat-e-karbalaa banaataa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Nazm
eid
hai.n muqtadir to bas ab rok le.n husaam-e-jaur
ye bahtii KHuun kii nadiyaa.n musiibato.n kaa daur
Shifa Kajgavnwi
Nazm
KHurshid-e-mahshar ki lau
saare dard-o-alam saare jaur-o-sitam
duur kitnii hai KHurshiid-e-mahshar kii lau
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
husn aur mazduri
naazniino.n kaa ye aalam maathar-e-hind aah aah
kis ke jaur-e-naa-ravaa ne kar diyaa tujh ko tabaah?
Josh Malihabadi
Nazm
badnam ho raha hun
faryaadii-e-jafaa-e-ayyaam ho rahaa huu.n
paamaal-e-jaur-e-baKHt-e-naakaam ho rahaa huu.n
Akhtar Shirani
Nazm
madh
goyaa sar-e-baatil pe chamakne lagii shamshiir
vo zor hai ik lafz idhar nutq se niklaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
husn aur maut
KHizaa.n ke jaur-o-sitam ko na jis ne dekhaa ho
bahaar ne jise KHuun-e-jigar se paalaa ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bhaarat ke musalman
har zarra-e-dehlii hai tire zau se munavvar
punjab kii mastii asar-e-jazb-e-qalandar
Jagan Nath Azad
Nazm
id
kuchh ab hii us kii jaur-o-ta.addii nahii.n na.ii
har iid me.n hame.n to sadaa yaas hii rahii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
diwali
vo raam jo ki qaate-e-jaur-o-jafaa rahaa
ye raat yaadgaar hai us nek zaat kii