SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaur-e-musalsal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jaur-e-musalsal"
Sher
jafaa o jaur-e-musalsal vafaa o zabt-e-alam
vo iKHtiyaar tumhe.n hai ye iKHtiyaar mujhe
Anwar Sabri
Sher
kisii ke jaur-e-musalsal kaa faiz hai 'aKHgar'
vagarna dard hamaare suKHan me.n kitnaa thaa
Haneef akhgar
Ghazal
Bedil Azimabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jaur-e-musalsal"
Ghazal
majbuur pe maayuus pe ye jaur-e-musalsal
majbuur ke maayuus ke kyaa dil nahii.n hotaa
Shifa Gwaliari
Ghazal
jafaa o jaur-e-musalsal vafaa o zabt-e-alam
vo iKHtiyaar tumhe.n hai ye iKHtiyaar mujhe
Anwar Sabri
Ghazal
ham ne kiyaa jo jaur-e-musalsal kaa shukriya
apne kiye pe aap hu.e sharm-saar log
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
apno.n kaa lutf jaur-e-musalsal se kam nahii.n
Gairo.n se ham ko ko.ii shikaayat nahii.n rahii
Sabir Abuhari
Ghazal
agar ye puuchh liyaa to mirii KHataa kyaa hai
tumhaare jaur-e-musalsal kii intihaa kyaa hai
Ambar Dehlvi
Ghazal
vo jaur-e-musalsal se baaz aa to ga.e lekin
be-daad ye kyaa kam hai be-daad nahii.n karte
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
KHizaa.n ke jaur-e-musalsal pe be-qaraar na ho
bahaar dekh magar KHuugar-e-bahaar na ho
Shiv Dayal Sahab
Ghazal
lutf-e-paiham na sahii jaur-e-musalsal hii sahii
har tavajjoh pe navaazish kaa gumaa.n hotaa hai
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
ko.ii bhii qaid-e-musalsal mirii qismat me.n na thii
mere sayyaad kaa dil TuuT gayaa hai mujh se