SEARCH RESULTS
Showing search results for "jiyo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jiyo"
Geet
jiyo to aise jiyo jaise sab tumhaaraa hai
maro to aise ki jaise tumhaaraa kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
turk shaer nazim-hikmat ke afkar
akele jiyo ek shamshaad-tan kii tarah
aur mil kar jiyo
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo apnii hii KHuubii pe rahtaa hai naazaa.n
maro yaa jiyo ko.ii us kii balaa se
Meer Taqi Meer
Ghazal
kaise bataa.e ko.ii jiyo kaise zindagii
tuu panchhiyo.n ke saath rahe to pata chale
Aatish Indori
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jiyo"
Ghazal
guzraa banaa-e-charKH se naala pagaah kaa
KHaana-KHaraab ho jiyo is dil kii chaah kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
payambaro.n kii tarah se jiyo zamaane me.n
payaam-e-shauq bano daulat-e-hunar kii tarah
Ali Sardar Jafri
Ghazal
ban ke suqraat jiyo tajraba apnaa hai yahii
zindagii zahr-e-halaahal ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Meraj Naqvi
Ghazal
payambaro.n kii tarah se jiyo zamaane me.n
payaam-e-shauq bano daulat-e-hunar kii tarah