SEARCH RESULTS
Showing search results for "jumbish-e-lab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jumbish-e-lab"
Sher
dikhaa ke jumbish-e-lab hii tamaam kar ham ko
na de jo bosa to mu.nh se kahii.n javaab to de
Mirza Ghalib
Ghazal
'ajiib jumbish-e-lab hai KHitaab bhii na kare
savaal kar ke mujhe laa-javaab bhii na kare
Rashid Aazar
Kulliyat
hai jumbish-e-lab mushkil jab aan ke vah baiThe
jo chaahe.n so yuu.n kah le.n log apnii jagah baiThe
Meer Taqi Meer
Ghazal
pesh-tar jumbish-e-lab baat se pahle kyaa thaa
zehn me.n sifr kii auqaat se pahle kyaa thaa
Ejaz Gul
Ghazal
jumbish-e-lab aur hai soz-e-nihaanii aur hai
us se jo kahnii thii mujh ko vo kahaanii aur hai
Ubaid Najibabadi
BOOKS MATCHES FOR "jumbish-e-lab"
MORE MATCHES FOR "jumbish-e-lab"
Ghazal
mai.n jumbish-e-lab dekh ke samjhaa suKHan-e-mauj
pur-vasf tabassum se tire hai dahan-e-mauj
Karamat Ali Shaheedi
Sher
duur rahtaa hai magar jumbish-e-lab bos-o-kanaar
Duubtaa rahtaa hai dariyaa me.n kinaaraa kyaa kyaa
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
merii hastii bhii tire jalvo.n me.n gum hotii ga.ii
teraa jalva bhii faroG-e-laa-makaa.n bantaa gayaa
Jumbish Khairabadi
Ghazal
yuu.n kaakul-o-ruKH apne tasavvur me.n hai.n 'jumbish'
ik marhala-e-shaam-o-sahar dekh rahaa huu.n
Jumbish Khairabadi
Ghazal
inqalaab aa hii gayaa sehn-e-chaman me.n 'jumbish'
ab bahaaro.n ke bhii andaaz niraale ho.nge
Jumbish Khairabadi
Ghazal
Jumbish Khairabadi
Ghazal
Jumbish Khairabadi
Ghazal
Jumbish Khairabadi
Ghazal
'jumbish' ko.ii aa jaa.e is vaqt KHayaalo.n me.n
tanhaa.ii kaa aalam hai ehsaas ne gheraa hai
Jumbish Khairabadi
Ghazal
'jumbish' sakuu.n-navaaz-mizaajii ko chho.Diye
KHaamoshi-e-hayaat ko aksar kahaa gayaa