SEARCH RESULTS
Showing search results for "jumbish-e-lab"
Ghazal MATCHES FOR "jumbish-e-lab"
Ghazal
'ajiib jumbish-e-lab hai KHitaab bhii na kare
savaal kar ke mujhe laa-javaab bhii na kare
Rashid Aazar
Ghazal
pesh-tar jumbish-e-lab baat se pahle kyaa thaa
zehn me.n sifr kii auqaat se pahle kyaa thaa
Ejaz Gul
Ghazal
jumbish-e-lab aur hai soz-e-nihaanii aur hai
us se jo kahnii thii mujh ko vo kahaanii aur hai
Ubaid Najibabadi
Ghazal
mai.n jumbish-e-lab dekh ke samjhaa suKHan-e-mauj
pur-vasf tabassum se tire hai dahan-e-mauj
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
merii hastii bhii tire jalvo.n me.n gum hotii ga.ii
teraa jalva bhii faroG-e-laa-makaa.n bantaa gayaa
Jumbish Khairabadi
Ghazal
yuu.n kaakul-o-ruKH apne tasavvur me.n hai.n 'jumbish'
ik marhala-e-shaam-o-sahar dekh rahaa huu.n
Jumbish Khairabadi
Ghazal
inqalaab aa hii gayaa sehn-e-chaman me.n 'jumbish'
ab bahaaro.n ke bhii andaaz niraale ho.nge
Jumbish Khairabadi
Ghazal
Jumbish Khairabadi
Ghazal
Jumbish Khairabadi
Ghazal
Jumbish Khairabadi
Ghazal
'jumbish' ko.ii aa jaa.e is vaqt KHayaalo.n me.n
tanhaa.ii kaa aalam hai ehsaas ne gheraa hai
Jumbish Khairabadi
Ghazal
'jumbish' sakuu.n-navaaz-mizaajii ko chho.Diye
KHaamoshi-e-hayaat ko aksar kahaa gayaa
Jumbish Khairabadi
Ghazal
Jumbish Khairabadi
Ghazal
zaamin mirii uljhan ke uljhe hu.e gesuu hai.n
be-vaj.h mirii 'jumbish' kab tab-e-rasaa uljhii
Jumbish Khairabadi
Ghazal
siine me.n uma.ngo.n kaa vahii shor hai ab tak
vo shoKHi-e-yak-jumbish-e-lab yaad rahegii
Nasir Kazmi
Ghazal
aivaan mirii ruuh ke raushan kiye jis ne
vo shoKHi-e-yak-jumbish-e-lab yaad hai mujh ko
Rafique Khayal
Ghazal
zulmat-e-jumbish-e-lab kii nahii.n ummiid magar
nigah-e-naaz na bhuulegii ishaaraa karnaa
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
mar gayaa sadma-e-yak-jumbish-e-lab se 'Gaalib'
naa-tavaanii se hariif-e-dam-e-iisii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
'muKHtaar' taab-e-jumbish-e-lab bhii kahaa.n hai ab
vo kyaa gayaa ki quvvat-e-goyaa.ii le gayaa