SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaan-e-aqiiq-e-jigrii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaan-e-aqiiq-e-jigrii"
Ghazal
rahte hai.n 'vaziir' ashk kii jaa Tuk.De jigar ke
in rozo.n hu.ii kaan-e-aqiiq-e-jigrii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
lab-e-ra.ngii.n hai.n tire rashk-e-aqiiq-e-yamanii
zeb detii hai tujhe naam-e-KHudaa kam-suKHanii
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
la.al-o-gauhar se bharaa KHud hai saraapaa teraa
KHvaahish-e-la.al-o-aqiiq-e-yamanii KHuub nahii.n
Chandu Lal Bahadur Shadan
PAGE MATCHES FOR "kaan-e-aqiiq-e-jigrii"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kaan-e-aqiiq-e-jigrii"
Ghazal
har ashk miraa hai dur-e-shahvaar se behtar
har laKHt-e-jigar rashk-e-aqiiq-e-yamanii hai
Meer Taqi Meer
Kulliyat
har ashk miraa hai dur-e-shahvaar se behtar
har laKHt-e-jigar rashk-e-aqiiq-e-yamanii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo zulf hai to harf-e-tataar-o-KHutan Galat
is lab ke hote naam-e-aqiiq-e-yaman Galat
Siraj Aurangabadi
Ghazal
sarv-e-qad-e-dilbar kii jo tasviir hai dil par
ham-sa.ng nahii.n la.al-e-aqiiq-e-shajarii kaa
Imdad Imam Asar
Ghazal
Nadeem Mahir
Sher
jaam-e-aqiiq zard hai nargis ke haath me.n
taqsiim kar rahaa hai mai-e-arGavaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Habeeb Moosavi
Kulliyat
jab lab tire yaad aate hai.n aa.nkho.n se hamaarii
tab Tuk.De nikalte hai.n ‘aqiiq-e-jigarii se
Meer Taqi Meer
Ghazal
is rang se jhamke hai palak par ki kahe tuu
Tuk.Daa hai miraa ashk aqiiq-e-jigarii kaa