SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaan-e-aqiiq-e-jigrii"
Ghazal MATCHES FOR "kaan-e-aqiiq-e-jigrii"
Ghazal
rahte hai.n 'vaziir' ashk kii jaa Tuk.De jigar ke
in rozo.n hu.ii kaan-e-aqiiq-e-jigrii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
lab-e-ra.ngii.n hai.n tire rashk-e-aqiiq-e-yamanii
zeb detii hai tujhe naam-e-KHudaa kam-suKHanii
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
la.al-o-gauhar se bharaa KHud hai saraapaa teraa
KHvaahish-e-la.al-o-aqiiq-e-yamanii KHuub nahii.n
Chandu Lal Bahadur Shadan
Ghazal
har ashk miraa hai dur-e-shahvaar se behtar
har laKHt-e-jigar rashk-e-aqiiq-e-yamanii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo zulf hai to harf-e-tataar-o-KHutan Galat
is lab ke hote naam-e-aqiiq-e-yaman Galat
Siraj Aurangabadi
Ghazal
sarv-e-qad-e-dilbar kii jo tasviir hai dil par
ham-sa.ng nahii.n la.al-e-aqiiq-e-shajarii kaa
Imdad Imam Asar
Ghazal
Nadeem Mahir
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
is rang se jhamke hai palak par ki kahe tuu
Tuk.Daa hai miraa ashk aqiiq-e-jigarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
saaraa jahaan naam ke piichhe tabaah hai
insaan kiyaa aqiiq-e-yaman se nikal gayaa
Ameer Minai
Ghazal
hai paara-e-aqiiq jigar dekhiyo kahii.n
ai chashm tere haath se aisaa nagii.n na jaa.e
Meer Hasan
Ghazal
hasrat-fazaa-e-koh-kan-e-be-navaa kii maut
jaa-e-kafan hai daaman-e-kohsaar dekhnaa
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
naam luu.n kis kaa ki ik gul ke liye jaate hai.n
ashk aa.nkho.n se aqiiq-e-jigarii kii suurat
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mizhgaa.n pe mire laKHt-e-jigar hii nahii.n yaaro
is taar se vo rishta aqiiq-e-yamanii hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jaam-e-aqiiq zard hai nargis ke haath me.n
taqsiim kar rahaa hai mai-e-arGavaa.n basant