SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaasht"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaasht"
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
lahlahaate hu.e KHvaabo.n se mirii aa.nkho.n tak
ratjage kaasht na kar le to vo kab sotaa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Hindi Ghazal
ye sach hai ki paa.o.n ne bahut kashT uThaa.e
par paa.nv kisii tarah se raaho.n pe to aa.e
Dushyant Kumar
PAGE MATCHES FOR "kaasht"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kaasht"
Ghazal
ho pareshaa.n na ko.ii kashT uThaa mere liye
ye hii behtar hai ki tuu duur ho jaa mere liye
Faysal sahib
Ghazal
suukhtii kaasht pe ik roz jo barsaa paanii
nanhe bachche sabhii gaa.nv ke nahaane nikle
Nazr Fatmi
Nazm
hum ki hero nahin
phepha.Do.n par siyaah raakh malii
naagaa-saakii me.n phuul kaasht kiye
Jawayd Anwar
Nazm
ye kaisi jang hai
chalo ye puuchhe.n tabaahii ke kaasht-kaaro.n se
ba-naam-e-amn kahaa.n tak lahuu bahaa.oge
Shariq Adeel
Nazm
catharsis
gulaab kii kaasht karne ke liye
aur phir sogvaar hone kaa Dho.ng karte hai.n