SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaasht"
Ghazal MATCHES FOR "kaasht"
Ghazal
lahlahaate hu.e KHvaabo.n se mirii aa.nkho.n tak
ratjage kaasht na kar le to vo kab sotaa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
ho pareshaa.n na ko.ii kashT uThaa mere liye
ye hii behtar hai ki tuu duur ho jaa mere liye
Faysal sahib
Ghazal
suukhtii kaasht pe ik roz jo barsaa paanii
nanhe bachche sabhii gaa.nv ke nahaane nikle
Nazr Fatmi
Ghazal
haqiiqat me.n ye ik banjar zamii.n thii
mai.n jis par kaasht-kaarii kar rahaa huu.n
Kamran Adil
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
kashT vaajib na sahii kaliyaa.n to kaa.nTe hii qubuul
na.ii rut me.n na.e ehsaas ko bone de mujhe
Nasir Shahzad
Ghazal
Syed Jawed
Ghazal
Iftikhar Haidar
Ghazal
jal bhii milan ke kashT kaa thal bhii amiin thaa
ye bhii kabhii tirii mirii chaahat kaa scene thaa
Nasir Shahzad
Ghazal
raushnii kii kaasht thii matluub ham se aur ham
tiirgii ke shahr me.n daanishvarii bote rahe
Ata Abidi
Ghazal
Parveen Sultana Saba
Ghazal
Saghar Mashhadi
Ghazal
junuu.n sahraa me.n jab bhii kaasht hairaanii karegaa
saraab aa.iina ban kar 'aks-gardaanii karegaa
Asim Wasti
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
us kii KHushbuu se dar-o-baam mahak uTThe.nge
kaasht aa.ngan me.n kabhii raat kii raanii karnaa