SEARCH RESULTS
Showing search results for "kam-KHvaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kam-KHvaab"
Mazahiya
Zia-ul-Haq Qasmi
Ghazal
kam-KHvaab the auro.n ko jagaate hu.e guzre
ham vaqt-e-sahar Dhol bajaate hu.e guzre
Imdad Akash
Ghazal
ridaa-e-faqr bachaa le ga.ii mujhe varna
fareb-e-atlas-o-kam-KHvaab mere saamne thaa
Saleem Kausar
Ghazal
resham-o-atlas-o-kam-KHvaab me.n palne vaalaa
ham faqiiro.n se ulajhne kii himaaqat na kare
Syed Abdus Sattar Mufti
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kam-KHvaab"
Ghazal
na nii.nd aa.ii na ko.ii sitaara-e-kam-KHvaab
bulandiyo.n se utartaa hu.aa nazar aayaa
Bushra Zaidi
Nazm
aadat
chaahe vo resham-o-kam-KHvaab kii poshaak me.n ho
chaahe vo mahlo.n me.n ho
Javed Akram Farooqi
Ghazal
kab tak rahegii masnad-e-kam-KHvaab zer-e-paa
kaahe KHamiida yaar tiraa shaamiyaana hai
Naseem Dehlvi
Ghazal
Munawwar Rana
Nazm
ek nazm
ai kisii bistar-e-kam-KHvaab kii be-ra.ng shikan
apnaa rau.ndaa hu.aa kirdaar chhupaa le mujh se
Qateel Shifai
Nazm
aaj aur kal
kaa.np uThtaa hai tahii-dast javaano.n kaa Guruur
husn jab resham-o-kam-KHvaab me.n tal jaataa hai
Qateel Shifai
Ghazal
Tuk takiya pe sar dhar ke rahaa so to lagaa.ii
saahab ne hame.n masnad-e-kam-KHvaab kii chorii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
haazirii lagtii hai shaayad tire darbaar me.n ab
aaj-kal sundus-o-kam-KHvaab bahut dekhtaa huu.n