SEARCH RESULTS
Showing search results for "kam-KHvaab"
Ghazal MATCHES FOR "kam-KHvaab"
Ghazal
kam-KHvaab the auro.n ko jagaate hu.e guzre
ham vaqt-e-sahar Dhol bajaate hu.e guzre
Imdad Akash
Ghazal
zulfe.n khulii.n KHushbuu u.Dii kam KHvaab bhii aa.e
jaan-e-Gazal se sher ke asbaab bhii aa.e
Azhar Bakhsh Azhar
Ghazal
ridaa-e-faqr bachaa le ga.ii mujhe varna
fareb-e-atlas-o-kam-KHvaab mere saamne thaa
Saleem Kausar
Ghazal
resham-o-atlas-o-kam-KHvaab me.n palne vaalaa
ham faqiiro.n se ulajhne kii himaaqat na kare
Syed Abdus Sattar Mufti
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
na nii.nd aa.ii na ko.ii sitaara-e-kam-KHvaab
bulandiyo.n se utartaa hu.aa nazar aayaa
Bushra Zaidi
Ghazal
kab tak rahegii masnad-e-kam-KHvaab zer-e-paa
kaahe KHamiida yaar tiraa shaamiyaana hai
Naseem Dehlvi
Ghazal
Tuk takiya pe sar dhar ke rahaa so to lagaa.ii
saahab ne hame.n masnad-e-kam-KHvaab kii chorii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
haazirii lagtii hai shaayad tire darbaar me.n ab
aaj-kal sundus-o-kam-KHvaab bahut dekhtaa huu.n
Mohammad Haneef Katib
Ghazal
mere liye vajuud kii chaadar ko chho.D kar
vo kaun hai jo resham-o-kam-KHvaab le gayaa
Khalish Rifai
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
Tabassum Azmi
Ghazal
KHuun se aT ga.ii.n shaahraahe.n peshawar terii
dosh pe darro.n ke ab chaadar-e-kam-KHvaab nahii.n
Aamir Suhail
Ghazal
apne paajaama-e-kam-KHvaab kii har boTii ko
sham.a-ruu shab ko charaaG-e-tah-e-daaman samjhaa